ik tujhko bahut pyr krta hun,
duja bahut aitbaar karta hun...
ik chahta hun tera hona,
pr duja teri khushiyon mein aag lagane se darta hun...
kabhi nahi chahta teri ankhon mein ansuu,
tere liye duwayein main apaar karta hun...
ik chahta hun teri har khwaish puri karu,
pr duja teri khushiyon mein aag lagane se darta hun...
mai chahta hun k tu kuch bn k dikhaye,
jo tujhe ulta bolte hain tu unhe tan k dikhaye...
mai teri zindagi mein rahu ya naa rahu,
dua hai rabb se k tujhe kabhi na rulaye...
ik taraf to mein bde haqq se tujhse ladta hun,
pr duja teri khushiyon mein aag lagane se darta hun...


@@@@@@@@@@@@Preet Kripal@@@@@@@@@@@
 

0 comments:

Post a Comment